Monday, September 5, 2011

Tanhaai ke daman mein khushiyon ki bahaar ho,
Shaayad uski aankhon mein bhi tumhara intezaar ho,
Jisko pyaar karo usko bata zaroor dena,
Kya pata usko bhi tumse bepanah pyaar ho!!

No comments:

Post a Comment