Tuesday, August 16, 2011

Sapna ye aankh mein kiska sanjo diya,
Kuch paane ki chah mein sab kuch kho diya,
Logon ne kaha ilaj hai khuda ke paas,
Maine jab zakhm dikhaya to khuda bhi ro diya!!

No comments:

Post a Comment