Saturday, July 2, 2011

Jo pyaar ke rishte hum banate hai,
Use logon se kyun chupate hai,
Kya hota hai gunaah kisi ko pyaar karna,
Agar haan,
To bachpan mein sab pyaar karna kyon sikhate hai!!

No comments:

Post a Comment