Thursday, July 14, 2011

Apne pyaar ki kabhi numaaish na karna,
Hamaari wafa ki kabhi aazmaaish na karna,
Maangoge agar jaan to jaan bhi de denge,
Bas kabhi judaai ki farmaaish na karna!!

No comments:

Post a Comment